Hello Friends, Agar agar aap ki umra 18 saal ho chuki hai to aap ko vote dene ka adhikar Mil jata hai abhi abhi Lok Sabha chunav ka elaan ho chuka hai, jis mein aapka what bahut kimti Mana jata hai abhi aapke paas time hai aap meri video dekh ke sirf paanch minute mein voter ID card ke liye online apply kar sakte hain.

How to Apply for Voter ID Card (Election Card) Online with your Phone or PC.


Nvsp Website Link : https://www.nvsp.in

jiske liye aap ko koi b officer ko nahi milna hai aur koi bhi office mein bhi jaane ki jarurat nahi hai. apne mobile se ya PC se Meri video dekhkar follow karke apply kar dijiye Baki ka kaam election commission of India pe chod dijiye.vo aapko aapke ghar par aapka address dekhkar aapko voter ID card bhijwa denge.

Aaj ki video mein hum aapko voter ID card ke liye kis tarah se apply Kare uske baare mein humko jankari denge.

How to apply for voter ID card :
Voter ID card online apply karne ke liye step follow kijiye.
1. Log on NVSP website www.nvsp.in
2. Click on form-6
3. Fill all the details
4. Upload documents
5. Click on submit button
6. Note down reference ID in safe place.

Documents Required :
1. Passports Size photo.
2. Age Proof :
● Birth certificate
● School Leaving Certy
● Pan Card
● Adhar Card
● Driving License
3. Address proof :
● Ration Card
● Passport
● Electricity Bill
● Post Card/Mail
● Water Bill

please Subscribe my video for more amazing information.

Watch my video For More Information :